सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

breaking लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Earn money online

#how to earn money online Agar aap ek student ho aur online paise earn karna chahate ho ghar baithe whithout investment to is poore artical ko padhiye. Part time kaam karke Ap apni pocket money ke liye paise yaha se bana loge aur agar aap full dey work karte ho to app zyaada bhi earn kar skte ho. main 10 ese tareeke batane wala hu jinse aap ghar baithe online paise kama skte ho. In subject ke upper mai poori detail is artcal men dene ki koshish karunga main  ese tareeke laya hu jinse aap ghar baithe easily paise kama skte ho. These are the jobs are  Blog → blog online paise kamane ka sabse best aur easy tareeka hai. blog ek website hoti hai. Jis par ham apna content dalate ho aur logon ko share karte hai. Ek Blog ko banaane men apka koi bhi paisa nahin lagata hai. Ap free men hi ek blog bana skte ho. Agar aapko blog nahi banana ata ho ap mujhe comment box men bta skte ho I will help you.  To baat ye ati hai ki blog se paise kaise kamayenge kaun dega hame au...

Fiveer full detail in Hindi

  Fiveer full detail in Hindi 1. Agar aap tiktok per apne followers bhadan chahate ho 2. youtube per subscribe bhadan chahate ho 3. online paise kamana chahate ho 4. data entry work krwana chahate ho 5. online ghar baithe paisa kamaana chahate ho 6. Apni institute ya apne service ke liye prachaar karwana chahate ho 7. website design ya fir logo design krwana chahate ho 8. apki khud ki webiste per trafffic bhadana chahate ho to  9. what;s up member  10. Aap apni shop per sales bhadawana chahte ho 11 online paise earn krna chahate ho. 12. Online product selling ke liye customer bhi aapko yaha per mil skte hai. To is webiste per aap ek baar visit jaroor kare Ap ye sabhi service bhut ki kam paise men kaam krwa skte ho Is Site ka naam hai fiveer  FIVERR    CLICK HERE TO GO TO THE SITE   Hello friends , Is artical ko jaroor padhie. Is artical men main apko batane wala hu ek world ki sabse best Online Working Site FIVEER...

kimjom un warning to china on corona virus

kimjom un warns to china on corona virus uttar korea ke tanashah KIMJOMUN ne CORON VIRUS ke baaren men kahi esi baat ki poori china ko jordaar jhataka lag gaya hai. Poori china filhaal khauf men hai. jaaniye KIMJOM UN ne CHINA PM ko konsi dhamaki di Jaisa ki poora visv abhi filhaal CORONAVIRUS bimaari se jhulas raha hai. Visw ke adhe se zyaada deshon men yah virus fail chuka hai. Itali jaisi arthvavsth bhi is mahamari ke karan chaknachoor ho gayi. Har desh men apne star per is rog ka rokthaam karne ki koshish kar raha hai. Jaisa ki sbko pta hai is gambheer bimmari ka zimmedaar aur koi nahi china hai.Poori duniya ke desh filhaal china ko kaush rahe hai. Agar china is bimaari ke baaren men any deshon ko pahele aggah kare deta to saayad hazaaron zaanen jaane se bach zaati. AMERICI PRESIDENT DONALD TRUMP ne bhi china ki ek bdi fatkar lagaai hai.  Unhi deshon men se ek hai UTTARKOREA jisake shashak hai TANASHAH KIM JOM UN unhone apne desh men coronavirus ke mareejon ko gol...

MAA KE LIYE DIL KO CHHU JANE WALI SAYARI

wah re zamaane teri had ho gayi biwi ke aage maan raddh ho gayi, bdi mehanat se pala jisane, aaj vo mohtaz ho gayi, aur kal ki chhokari ,tera sartaaz ho gayi, biwi hamdard aur maan sardard ho gayi, wah re wah zamaane teri had ho gayi play and earn money pet per sulaane wali pairon par so rahi, biwi ke liye limca, aur maan pani ke liye ro rahi, sunta nahin koi vo awaaz dekar so gayi, wah re zamaane teri had ho gayi maan manjati bartan, vo sajati sawarti hai, abhi nipati na bhudiya us per barasati hai, are duniya ko aayi maut,teri kahan gum ho gayi wah re  zamaane teri had ho gayi are jiski kaukh men pala, ab uski chhaya buri lagati hai. baith honda pe mehbooba, kandhe pe hath jo rakhti hai. vo yaaden ateet ki vo yaaden maan ki, sab raddh ho gayi wah zamaane teri had ho gayi bebas hue maan ab tere diye tukro per palati hai, ateet ko yaad kar tera pyaar paane ko machalati hai. are musibat jisane uthhai vo khud musibat ho gayi wah zamaane teri h...

shatranj khelana seekhe sirf 15 minute hai.

shatranj khelana seekhe sirf 15 minute hai. chess ek indor game hai. Jo do logon ke beech khela jata hai. Is khel ko khelakar dimaag ki kasart ki jaati hai. Is game ko seekhane ki koi seema nahi hoti. Yah 1000 saalon pahale se khela jaa raha hai. aap sirf 15 minute men shatranj khelana seekh skte hain. Apko bta du ki Yah koi bhut mushkil khel nahi hai. kuchh achha seekahane ki koi umar nahin hoti hain. apne aap ko hamesha creative rakhana chahiye. Hamesha apni dincharya men ya famous game me ruchi rakhani chahiye jinse hamaare samay vyateet ho. Jaise hum sabhi ne shatranj ka naam bhut baar suna hoga. Lekin ye khele kaise ? Satranj ke kuchh niyam hote hain agar jinhe aap jaan lo to shatranj aap bhut asaani se khel paoge. To sabase pahele main shatranj men use kiye jaane wale sabhi khilono (gotiya) ke baaren men apko btatt hu. Ek khilaadi ke pass 16 gotiyaan hoti hai. 1.Raja Shatranj ke game men use hone wala sabse mahtavpurn goti raja hota hai. Raja ki chaal sir...

Top Highest Paying Jobs In INDIA

highest paying jobs in india  2019 highest paying jobs in india  for fresher highest  salary  jobs in india  per month highest  paid  jobs in india in  science field highest paying jobs in india  2020 highest  paid  jobs in india in  commerce field highest  paid  jobs in  the world highest paying jobs in india  after 12th Top Highest Paying Jobs In INDIA agar aap bhi ek student of ho yeh artical keval apke liye hai. Is artical ko padhkar app jaan sakate hain india ki highest paying jobs ke baaren men. Agar aap apne aap ko talented samajhte ho   aur aap hardwork karne ko taiyaar ho to main apke liye laya huu top highest paying jobs in INDIA. Let's start this: 1. MBA (MANAGEMENT BUSINESS ADMINISTRATION): a gar aap ek successfull mba ban jaate ho to apki salary lakhon men ho sakti hain. App average 12 to 15 lakh per annum kama sakate ho. Agar aap ko nahin pata ki mba ...

how to earn money online

#how to earn money online Agar aap ek student ho aur online paise earn karna chahate ho ghar baithe whithout investment to is poore artical ko padhiye. Part time kaam karke Ap apni pocket money ke liye paise yaha se bana loge aur agar aap full dey work karte ho to app zyaada bhi earn kar skte ho. main 10 ese tareeke batane wala hu jinse aap ghar baithe online paise kama skte ho. In subject ke upper mai poori detail is artcal men dene ki koshish karunga main  ese tareeke laya hu jinse aap ghar baithe easily paise kama skte ho. These are the jobs are  Blog → play and earn money very hot deal on amazin buy now blog online paise kamane ka sabse best aur easy tareeka hai. blog ek website hoti hai. Jis par ham apna content dalate ho aur logon ko share karte hai. Ek Blog ko banaane men apka koi bhi paisa nahin lagata hai. Ap free men hi ek blog bana skte ho. Agar aapko blog nahi banana ata ho ap mujhe comment box men bta skte ho I will help you.  To ba...

IN 6 STRATEGY NE BANAYA OYO KO 35000CRORE KA MALIK

oyo case study in hindi & all best strategy oyo growup There are now in 60+ plus countries whoool the world IN 6 STRATEGY NE BANAYA OYO KO 35000CRORE KA MALIK Helo friends aaj men apko btane wala hu ek ese shaksh ki kahaani jisne 25 saal ki umer men khadi kardi 35000 crore ki company. Ji han jis shaksh ki main baat karane jaa raha hu uska naam hai RITESH AGARWAL unhone apne dam par khadi kardi 35000 crore ki company(OYO). Main koshish karunga ki is artical men ritesh agrawal se judi sabhi baatin ko app logon men share karu. Is kadi chunoti ke beech unhone jin samashyaanon ka saamana kiya main unko bhi share karunga. Aur apne sapane ko saakar karne ke liye unke duavara apnaayi kayi un 7 strategy ko bhi app login men share karunga. Agar aap bhi in 7 strategy ko apne business men laane ki koshis karate hain to nishicht hi apaka business grow up karega. Introduction about Ritesh agarwal: 1993 men udisa men inka janam hua. Inka janam ek rich family men hua tha. Isliye 13 ...