सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

shatranj khelana seekhe sirf 15 minute hai.





shatranj khelana seekhe sirf 15 minute hai.

chess ek indor game hai. Jo do logon ke beech khela jata hai. Is khel ko khelakar dimaag ki kasart ki jaati hai. Is game ko seekhane ki koi seema nahi hoti. Yah 1000 saalon pahale se khela jaa raha hai.

aap sirf 15 minute men shatranj khelana seekh skte hain. Apko bta du ki Yah koi bhut mushkil khel nahi hai.

kuchh achha seekahane ki koi umar nahin hoti hain. apne aap ko hamesha creative rakhana chahiye. Hamesha apni dincharya men ya famous game me ruchi rakhani chahiye jinse
hamaare samay vyateet ho. Jaise hum sabhi ne shatranj ka naam bhut baar suna hoga. Lekin ye khele kaise ?
Satranj ke kuchh niyam hote hain agar jinhe aap jaan lo to shatranj aap bhut asaani se khel paoge.

To sabase pahele main shatranj men use kiye jaane wale sabhi khilono (gotiya) ke baaren men apko btatt hu.


Ek khilaadi ke pass 16 gotiyaan hoti hai.
1.Raja

Shatranj ke game men use hone wala sabse mahtavpurn goti raja hota hai. Raja ki chaal sirf ek kadam hoti hain, Yani raja age,peeche,daayen,baayen aur tirchha sirf ek hi chaal
chal sakta hai. Jab tak aapka raja khel me maat nahi khata aap game men bane rahate ho. Raja ke out hone ke baad aap game haar jate ho. Matlab apko game men RAJA
ko bachhaye rakhana jaroori hota hai. Agar apka raaja apke virodhi khiladi ke moharon ke beech fas gaya hai to aap Raja ko bachaane ke liye sirf ek hi kadam rakh sakate ho.

Virodhi khilaadi ke keval ek hi prayaas rahega apke RAJA ko out karena.Aur apka prayaas rahega ki virodi khiladdi ka RAJA out karna


2.RANI

RANI game ki mukhya sadasya hoti hai. Lekin iski chaal karne ki kshmata Raja se alg hoti hai. Jahani Raja sirf ek hi kadam chaal chal skta hai, Iske viprit Rani ek se zyaada
kitane bhi kadam chal chal skti hai. Lekin esa nahin aapo utha ke kahin bhi rakhdo , Rani Mohare jahan hai us disha men seedha, ulta, teerchha, side men
chaal chal skte ho. Aur line men kisi dusare mohare ko jump naahi kar skte.

Yah shatranj khel ka sabase shaktishaali mohara hota hai.

3.OONT

ek khiladi ki team men 2 unt hote hain. Oont hamesha teerachha chalata hai. Aur Oont ek ya ek se adhik kadam chal sakate hain.


4. Hathi

 Hathi ek ya ek se adhik kadam chal sakata hai.Hathi age, peeche, daayen aur baayen chal sakata hai.Yaad rahiye aap Hathi ko teerachha nahin chala sakate.
Aur kisi khilone ke upper jump nahi kara sakete.

5. GHODA

Ghoda kisi bhi disha men chaal chal sakta hai. Aur sabse important baat yah DHAI KADAM chal sakata hia. DHAI kadma ka matlab hai 2 kadam kisi disha men seedha aur teesara kadam apni
disha men daayen, baayen , age ya peechhe mudkar chal sakata hai. Aur Yah kisi any goti ya khilone ko jump kar sakta hai.


6. PYAADA

Pyaada shatranj game ka sabse kamjor khilone men ase ek hota hian. Kyoni yah sirf seedha chal sakta hai. aur pahli chal men 2 kadam aur dusari chal men 1 hi kadam chal sakata
hai. Pyaada shataran ke bde khilone jaise raja,rani,oont,ghoda,hathi ko bhi maat de sakat hai.



7. apne pyaade ki shakti kaise baddaye

Pyaada bhale hi apki team ka sabse kamjor khiladi hai lekin pyaada ko aap raja,rani,ghoda,ooont,hathi bhi bana skate ho.
Agar aap apne pyaada ko paari khelate khelate virodi khilaadi ke side men antim pankti men pahuncha dete ho to ap pyaada ko baakin khilono men bdl skte ho.



8 GOTIYAN SET KAISE KARE





Chess for Android - APK Download

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

रावण दुवारा लक्ष्मण को दिए उपदेश

रावण दुवारा लक्ष्मण को दिए  उपदेश रावन  की प्रजा ने  रावण से कहा की श्री राम के नाम के पत्थर भी पानी पर तैरते है वो तो साक्षात् भगवान् है , तो रावण ने प्रजा से कहा की मैं भी यह चमत्कार कर सकता  हु मैं भी पत्थर पर अपना नाम लिखकर उसे तैरा सकता हूँ  तो  प्रजा को बहुत आशचर्य हुआ , जब  रावण इसका  प्रमाण देने गए तो उन्होंने एक पत्थर लिया और उस पर रावण लिख दिया  और उसे पानी में फेंक दिया  तो आश्चर्य हुआ की रावण तो एक दैत्य है  फिर भी उसके नाम के पत्थर पानी पर तैरने लग गए। प्रजा ने मान लिया की रावण भी भगवान से कम नहीं है।  लेकिन यह बात रावण की धर्मपत्नी मंदोदरी को नहीं जमी , मंदोदरी रावण से बोली  हे प्राणनाथ मुझे पता है  की आप भगवान नहीं हो न ही आपके अंदर ऐसी कोई इच्छा शक्ति है की आप पत्थर को पानी पर तेरा सको तो आपने यह चमत्कार कैसे  किया , जवाब में रावण के कहा : मैंने एक पत्थर पर अपना नाम जरूर लिखा था  लेकिन उस पत्थर को पानी में फेंकने से पहले मैंने पत्थर से धीरे से कहा  "तुम्हे श्री राम की सौगंध...

Fiveer full detail in Hindi

  Fiveer full detail in Hindi 1. Agar aap tiktok per apne followers bhadan chahate ho 2. youtube per subscribe bhadan chahate ho 3. online paise kamana chahate ho 4. data entry work krwana chahate ho 5. online ghar baithe paisa kamaana chahate ho 6. Apni institute ya apne service ke liye prachaar karwana chahate ho 7. website design ya fir logo design krwana chahate ho 8. apki khud ki webiste per trafffic bhadana chahate ho to  9. what;s up member  10. Aap apni shop per sales bhadawana chahte ho 11 online paise earn krna chahate ho. 12. Online product selling ke liye customer bhi aapko yaha per mil skte hai. To is webiste per aap ek baar visit jaroor kare Ap ye sabhi service bhut ki kam paise men kaam krwa skte ho Is Site ka naam hai fiveer  FIVERR    CLICK HERE TO GO TO THE SITE   Hello friends , Is artical ko jaroor padhie. Is artical men main apko batane wala hu ek world ki sabse best Online Working Site FIVEER...

Top Highest Paying Jobs In INDIA

highest paying jobs in india  2019 highest paying jobs in india  for fresher highest  salary  jobs in india  per month highest  paid  jobs in india in  science field highest paying jobs in india  2020 highest  paid  jobs in india in  commerce field highest  paid  jobs in  the world highest paying jobs in india  after 12th Top Highest Paying Jobs In INDIA agar aap bhi ek student of ho yeh artical keval apke liye hai. Is artical ko padhkar app jaan sakate hain india ki highest paying jobs ke baaren men. Agar aap apne aap ko talented samajhte ho   aur aap hardwork karne ko taiyaar ho to main apke liye laya huu top highest paying jobs in INDIA. Let's start this: 1. MBA (MANAGEMENT BUSINESS ADMINISTRATION): a gar aap ek successfull mba ban jaate ho to apki salary lakhon men ho sakti hain. App average 12 to 15 lakh per annum kama sakate ho. Agar aap ko nahin pata ki mba ...